Aankhon ka tara naam e muhammad naat lyrics
Aankhon ka tara naam e muhammad
Dil ka ujaala naam e muhammad
Puche ga maula laya hein kya kya
Mai ye kahunga naam e muhammad
Allah hoo akbar rab’bul ulaane
Har sheh pe likka naam e muhammad
Dault jo chaaho dona jahaan ki
Karlo wazifa naam e muhammad
Sheda na kyu ho is par musalmaan
Rab ko hein pyaara naam e muhammad
Salle ala ka sehra sajaakar
Dulha banaaya naam e muhammad
Paayi muraad e donoh jahaan mein
Jisne pukaara naam e muhammad
Parti durood e doregi hoore
Laasha jo lega naam e muhammad
Roze qayaamat mizana pul par
Dega sahaara naam e muhammad
Bera tabaahi mein aagaya hein
Dede sahaara naam e muhammad