Moula Ali Roza

Aao Aao Sar Ko Jhukayen Aaqa Ka Rauza Nazar Aagaya Naat Lyrics

Aao aao sar ko jhukayen aaqa ka rauza nazar aagaya naat lyrics

Aao aao sar ko jhukayen aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil me ishq e nabi ko jagayen aaqa ka rauza nazar aagaya

Meri aankhe hogi munawwar rauze ko jab dekhunga
Dil ye khushi se bol uthega aaqa ka rauza nazar aagaya

Aao aao sar ko jhukayen aaqa ka rauza nazar aagaya....

Dil ka ye armaan hai aaqa tayba ki un galion me
Mere dil ko mai samjhau ke aaqa ka rauza nazar aagaya

Aao aao sar ko jhukayen aaqa ka rauza nazar aagaya....

Allah allah unki jaali chumoon mai in honto'n se
Shukr khuda ka karte bolu aaqa ka rauza nazar aagaya

Aao aao sar ko jhukayen aaqa ka rauza nazar aagaya....

Jald ghadi wo aayegi rabb e ta'ala ki rehmat se
Dil ye tameem ka bol uthega aaqa ka rauza nazar aagaya

Aao aao sar ko jhukayen aaqa ka rauza nazar aagaya....