meer-e-baghdaad main laachar hun shaian lillaah
dastagiri ka talabgaar hun shaian lillaah
main khataakar-o-gunahgaar hun shaian lillaah
mujrim-o-be-kas-o-be-yaar hun shaian lillaah
nanda-e-nafs siyaakar hun shaian lillaah
dastagiri ka talabgaar hun shaian lillaah
meer-e-baghdaad main laachar hun shaian lillaah
dastagiri ka talabgaar hun shaian lillaah
mujhko maalum hai main kya hun zaloom-o-jahool
na main saaeel kisi layik hun na mera masduq
aur meri arz tamanna bhi hai kya khaak hai dhul
mera kya munh hai ke ho meri dua bhi maqbul
main ke ek fard gunahgaar hun shaian lillaah
meer-e-baghdaad main laachar hun shaian lillaah
dastagiri ka talabgaar hun shaian lillaah
yahi pata hai har ek saahib-e-haajat haajat
qaadri jaaye kahin aur to gairat gairat
misl-e-sayyid ke karo naara-e-hazrat hazrat
ghaus ke dar se na le jaaoge hasrat hasrat
bas kaho haazir-e-darbar hun shaian lillaah
meer-e-baghdaad main laachar hun shaian lillaah
dastagiri ka talabgaar hun shaian lillaah
मीर-ए-बग़दाद में लाचार हूँ, शैअन-लिल्लाह
दस्तगीरी की तलबगार हूँ, शैअन-लिल्लाह
में ख़ताकार-ओ-गुनहगार हूँ, शैअन-लिल्लाह
मुजरिम-ओ बे-कस-ओ-बे-यार हूँ, शैअन-लिल्लाह
बंदा-ए-नफ़्स सियाकर हूँ, शैअन-लिल्लाह
दस्तगीरी की तलबगार हूँ, शैअन-लिल्लाह
मीर-ए-बग़दाद में लाचार हूँ, शैअन-लिल्लाह
मुझको मालुम है में क्या हूँ, ज़लूम-ओ-जहूल
न में साईल किसी लाइक हूँ, न मेरा मसदूक़
और मेरी अर्ज़ तमन्ना भी है क्या ख़ाक है धुल
मेरा क्या मुंह है के हो मेरी दुआ भी मक़बूल
में एक फर्द गुनहगार हूँ, शैअन-लिल्लाह
मीर-ए-बग़दाद में लाचार हूँ, शैअन-लिल्लाह
यही पता है हर एक साहिबे हाजत-हाजत
क़ादरी जाए कहीं और तो गैरत-गैरत
मिस्ल-ए-सय्यिद के करो नारा-ए-हज़रत-हज़रत
गौस के दर से न ले जाओगे हसरत-हसरत
बस कहो हाज़िर-ए-दरबार हूँ, शैअन-लिल्लाह
मीर-ए-बग़दाद में लाचार हूँ, शैअन-लिल्लाह
दस्तगीरी की तलबगार हूँ, शय-अल-लिल्लाह
Shayar: Hasarat mohani
Naat Khawan:- Allama Bilal qadri