Ye kaun banke sanso ki jankar aaye hein
Har dil ka taar kehta hai sarkar aaye hein
Jab tak bika na tha to koi poochta na tha
aaqa aap ne kharid kar muje anmol kar diya
Hum is liye bikne sare bazar aaye hein
Mehboob e khuda banke kharidar aaye hein
Ye kaun banke sanso ki jhankar aaye hai
Mehshar mein najdi aur wahabi ko dekh kar
Dozakh kahegi dekho ye gaddar aaye hein
Ye kaun banke sanso ki jhankar aaye hein
Kyu kar na mere dil me ho ulfat rasulallah ki
Jannat me le ke jayegi ulfat rasool allah ki
Jannat pukar uthegi sunni ko dekh kar
Dekho ye Mustafa ke wafadar aaye hein
Ye kaun banke sanso ki jhankar aaye hain