Khayrat karam ki kardo ata
Aye khwaja piya aye khwaja piya
Tere dar pe khade he tere gada
Aye khwaja piya aye khwaja piya
Mere rooh ke aangan me aaye
Mere dil ki Kali ko mehkaye
Tere pyare nagar ki pyari hawa
Aye khwaja piya aye khwaja piya
Iman hamara he kamil
Tum rab ki ata se janate ho
Hoti he gamo ki Kese dawa
Aye khwaja piya aye khwaja piya
Mere honto par he teri sana
He khwaja khwaja wird mera
Mere dil pe likha he nam tera
Aye khwaja piya aye khwaja piya
Ab ganje sakar ka do sadaqa
Sabir kaliyar ka do sadaqa
"Faruqi" tere dar par he khada
Aye khwaja piya aye khwaja piya